"Our Daughters and Sisters want to feel safe"
Are they asking for too much....????
Lets start from this
****************
At this moment I would like to share these lines with you which I like a lot....
khayaalon ki rangeen jannat naa hoti
Sitaaron ke Dilkash Fasaane naa hote
Bahaaron ki naazuk haqeeqat naa hoti
Jabeeno pe Noor-e-Masarrat naa hota
Nigaahon mein Shaan-e-marrawwat naa hoti
Faqeeron ko Irfaan-e-Hasti naa milti
Ataa Zahido ko ibaadat naa hoti
Musaafir sadaa manzilo par bhatakte
Safeeno ko saahil ki qurbat naa hoti
Har ik phool ka rang pheeka sa hota
Naseem-e-bahaaraan mein nikhat naa hoti
Khudaayi ka Insaaf Khaamosh rehta
Sunaa hai kisi ki shifa'at naa hoti
*********
नये साल हमको ये उम्मीद दे-दे
(NAYE SAAL HUMKO YEH UMMID DE-DE)
तू सपने दे ना दे , पर नींद दे-दे
(TU SAPNE DE NA DE , PER NEEND DE-DE)
(NAYE SAAL HUMKO YEH UMMID DE-DE)
तू सपने दे ना दे , पर नींद दे-दे
(TU SAPNE DE NA DE , PER NEEND DE-DE)
WISH YOU ALL A HAPPY, PEACEFUL AND HEALTHY 2013
*******************
irfaaaann@gmail.com
pen_irfan@twitter.com
